Sunday 10 March 2013

Lafangey Parindeys..........

Aaya tha nayi jagah badi ullaas ke saath........
soncha tha milega mujhe apne naye doston ka saath........
par na jaane kyun aaj badi udasi si hai........
na jaane kyun ye akelapan hai........

yaad aati hai purane dino ki masti........
jab saath raha karte the sabhi..............
aaj un palon ko bahut miss karta hun....
ek baar fir se wo din ki jeene ki chahh rakhta hun...

Na jaane kab wo din wapis aayegi.....
jab saath honge hum sabhi lafangey parindey.........
aur is udasi bhari zindagi mai fir se ullas aayegi....
aur fir ek nayi expedition ho jayegi................

Missing you Lafangey Parindeys..............
Rahul Tiwari (now in IIT Roorkie), Vishal Singh (now in BIT Mesra), Sai Prakash (now in SAP Labs Bangalore) and  Sourav Basu (now in BIT Mesra).....................

No comments: